
Ask Mufti Tariq Masood Podcast
Ask Mufti Tariq Masood | 502nd Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro (0:10) Online Paisay Kamana Sharai Aetabar Se Kaisa Hai? (1:10) Farz Namaz Ke Baad Ijtimai Dua Ka Saboot? (1:17) Salat-ut-Tasbeeh Ka Saboot? (6:54) Forex Trading Ka Hukam? (7:04) Jheengay Halal Hain Ya Haram? (15:35) Khula Ke 15 Saal Baad Baghair Halala Ke Apnay Sabiq Shohar Se Nikah Karna? (16:42) Bawaqt-e-Majboori Ghar Bananay Ke Liye Soodi Qarza Lena? (17:54) Nas Bandi Karana? (18:54) Qur'an Ki Videos YouTube Par Upload Karna? (19:00) Napaki Mein Azan Dena? (19:18) Qadiyaniyon Ke Saath Khana Pakana Ya Khelna? (20:24) Nikah Mein Gawah Ka Ujrat Lena? (21:38) Shohar Be-Aulad Ho To Fasakh-e-Nikah? (22:33) Nayi Dulhan Ke Paon Dho Kar Pani Ghar Mein Chirakna? (22:45) Halat-e-Janabat Mein Roza Rakhna Aur Dair Se Ghusal Karna? (22:54) Kapron Par Peshab Ka Qatra Lag Jaye To? (23:22) Hamila Aurat Ka Roza Na Rakhna? (24:29) Chor Bazar Se Samaan Khareedna? (26:03) Iddat Mein Adalat Jana? (26:33) Sharabi Doston Ke Saath Ghoomna? (27:49) Qaza-e-Umri Mein Har Namaz Ki Rakaat? (28:05) 02 Sajdon Ke Darmiyan Ki Dua? (28:42) Bank Saving Account Mein Soodi Raqam Ka Masraf? (29:25) Talaq Ke Liye Gawah Ka Hona? (30:33) Agar Mard Aurat Ke Saath Na Rahay, Khud Doosri Shadi Kar Le, Pehli Biwi Kya Karay? (32:13) Bank Ki Aisi Job Ka Hal? (34:32) Khalazad Ki Beti Se Shadi? (34:51) Allah Ko Khuda Kehna? (34:57) Allah Ko Phone Par Gawah Bana Kar Nikah Karna? (35:50) Shohar Agar Ghar Walon Ke Dabao Mein 02 Talaq De Lakin Abhi Jismani Taaluq Na Hua Ho To? (37:05) Mamu Ke Betay Ke Saath Bhainsain Charata Hoon, Wo Kehnay Se Bhi Namaz Na Parhain To? (37:50) Walid Ke Saath Paisay Mila Kar Plot Khareeda, Ghar Ki Virasat? (38:52) Peshab Ke Qatron Ka Masla? (39:48) Tashahhud Mein Alaika Ki Jagah Alaina Parha To? (40:41) Roza-e-Rasool ﷺ Par Durood Ke Ilawa Baat Nabi ﷺ Suntay Hain? (40:28) Court Marriage Mein Aisi Talaq? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.






