
Dastan -e- zindagi
Daaman ho chaak thoda | Poetry By Ashok Sawhny Sahil | Urdu Shayari
Title - Daaman ho chaak thodaBy @AshokSawhnySahil. Visuals by - Badar Naaz#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Daaman ho chaak thoda to koi baat nahinAur zameer ho thoda sa soya to koi baat NahinBarhanggi se bachiye logonKuch hawa chahti ho qaba to koi baat NahinCake koi imandari se tayyar kijaiyeGar tukhm ghalat ho boya to koi baat nahinDariya na bana na mustaqil woh baadalDil thoda sa ho roya to koi baat nahinJazba dil ka to mu'amma hai janaabGar shab-e-hijran ko sajaya to koi baat nahinChaman koi zindan to nahi hai baghbanAndaleeb ne naghma ho gaaya to koi baat nahinLog be-zabaan to nahi hote dostonAfwaah bane afsaana to koi baat nahinSahil tu raah-e-Khuda pe chalte jaaAgar raasta ho kahin khoya to koi baat nahin

