
Episode #1
DROPADI KI WO 7 RATE - PART 1 | DEEP SLEEP IN 10 MIN | BEDTIME SLEEP STORY |
<p>द्रौपदी की वो सात रातें… जब वो अकेली… बिल्कुल अकेली… जंगल में रोती थी… और कोई नहीं सुनता था…Mahabharat ki unkahee aur sabse dardnak kahaniyon ki is shant yatra me aapka swagat hai. Aaj ki is deep sleep story me hum guzarnege vanvas ke 13ve saal (Agyatvas) ke un panno se, jahan paanchon Pandav apna asli roop chupa kar Virat Nagar me ji rahe the.Koi raja se baniya bana tha, toh koi rani ka rasta dekh raha tha... par sabse bura hal tha us Agnikund se janmi Draupadi ka, jo ab 'Sairandhri' bankar rani ki daasi thi. Din me rani ke baal banati, kapde press karti... par raat ko jab saara mahal so jata, tab shuru hoti thi uski asli pariksha. Vo saat raatein jab vo mahal ke piche purani bawli par akele roti thi, tab kya beethati thi uspar?Apne headphones lagai...

